What is IP Address? IPv4 Vs IPv6 Explained



What is IP Address? IPv4 Vs IPv6 Explained

What is IP Address? IPv4 Vs IPv6 Explained

Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko IP adress ke bare mein bataya hai, aap sabhi ne IP address ya fir Internet protocol address ke baare mein jarur suna hoga. Ab hamare liye yeh jaan na jaruri hai ki IP address kya hai? iski kya jarurat hai? yeh system kaise develop hua? aur aap ka IP Address ke baare mein kya jaan na jaruri hai? Maine aapko is video mein IP address ki types mein bhi bataya hai, woh IPv4 aur IPv6 hoti hai, aur indono mein kya difference hai woh bhi aapko maine is video mein bataya hai. Maine aapko is video mein NAT matlab Network Address Translation ke baare mein bataya hai. Mujhe Umeed hai IP Address ke baare mein aapko yeh video pasand aayegi.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday 🙂 .

Comments are closed.